Buy Books Online > Reference works > Kai Chand they Sare - Aasma

Kai Chand they Sare - Aasma
Product Details: Share this by email:
18th and 19th sadi ke hind-islami tehzeeb adbi samaj khaaskar dilli ke samaj ka aaina dikhati kitab.18th century ke rajputane se shuru hone vaali aur ek sadi se kuch zada samay baad dilli ke Lal Qille...Read more
18th and 19th sadi ke hind-islami tehzeeb adbi samaj khaaskar dilli ke samaj ka aaina dikhati kitab.18th century ke rajputane se shuru hone vaali aur ek sadi se kuch zada samay baad dilli ke Lal Qille mein khatam hone vaali yeh daastan hindustani funkaar ki ruh ki gehrayion mein utarne ki koshish karne ke alawa hind-islami tehzeeb , adbi samaj , angrezi siyasat aur uski vajah se tehzeeb aur tareekh ke badlalte hue paikar hamare saamne pesh karti . Dehli ki mitti hui baadshah ke saaye mein falne-fulne vaali iss tehzeeb ka manjarnama Ghalib, Zauk, daag, GhanShyam Lal Aasi, Imam Bhaksha Sehbai, Hakim Ehsanullah Khan ke saath-saath Bahadurshah Zafar, Mallika Zeenatmahal aur Nawab Shasmuudin Ahmed Khan jaisa bahut se hakiki kirdaaron se bhi jagmaga raha hai.
Read less
Read less
Price: Rs. 599 Rs.482
You save: Rs.117
Vendor : Starbooks, Delhi
Free Shipping on all orders of Rs.500 and above. Add Rs.30 otherwise. | Delivered in 5 working days
(Cash on delivery available)
Be assured. 7 days Return & Refund Policy.
Click here